.
tujh ko chahney ka yeh sila mila hey mjuh kochalney ka khizan raston pey hukum mila hey mjh ko
behtey ashkon ki rawani ko kia kahun mey
moj_e_rawan main behney ka hosla mila hey mujh ko
khojti hun tujh mey apney aks ko kaheen
faqt ik machlta bilakta saya mila hey mujh ko
khudfarabi key sarey andaz muqeed hen mujh mey
derd_e_dil beykaran phir kiun mila hey mujh ko
