banner

Monday, June 7, 2010

terey shaher ki thandi hawain lagtey hain..

.
mujh bin terey yeh din kesey kattiay hain
mujhey to sarey din apni sazaiyian lagtey hain

ataiy hain jo sandaisey teraiy meri janib
terey shaher ki thandi hawain lagtey hain

zakhmi dil_o_jiger per teri ayadat ka chalan
jalan main kami ki mujhey to dawaian lagtey hain

nam ankhon main sajey khawb terey
meraiy piyarey dilber ki adayian lagtey hain

.