hath ki lakeeron sey tu aisey nikul gaya
do kudum chali main aur pair phisul gaya
chot laga ker tu tau asay chala gaya
chalta rusta,samney meray jasay ruk gaya
seedhay rustey ko pugdundi tu bana gaya
meri kismut ko jasay tala laga gaya
sukon ko meray gharut tu ker gaya
bey sakuni ko naseeb mera bana gaya
chaltay chaltay phir bheer main tu kho gaya
,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
My poetry, nazams and ghazals This blog contain 100% latest trending news. Search engine optimization, Adsence, Blogging, Internet Marketing, Technology, S.E.O, Study, Education, Templates, Word press, Youtube Tips, Redeem Codes, Share Markets, Affiliate
Saturday, November 21, 2009
udhori chahut..............
teri udhori chahut ko galey lagaya hum ney
jub say aj tuk us ko nibhaya hum ney
teri aas main kisi sey hath na milaya hum ney
bey wafa ka khitab sun ker bhi wafa ko nibhaya hum ney
bheegi palkon ko bhi na aj tuk sukhaya hum ney
teri laperwahi ko phir seenay say lagaya hum ney
munzil ko samney dekh ker bhi ankhon ko churaya hum ney
teray khawbon sey apni zindagi ko jugmugaya hum ney
,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

dil ney ab rasta takna........................
dil ney ab rasta takna chor diya hey
apney ap ko tanhai ki mehfil sey jor dya hey
sirf teri muskurahut ki khatir jeena chor dya hey
armanon ko sula ker sapney bunna chor dya hey
dil ney ab rasta takna chor diya hey
teri deed ki khatir palkain jhapakna chor dya hey
tujh sey milan ki khatir bohutun sey milna chor dia hey
dil ney ab rasta takna chor diya hey
,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

jewun key din tanha.............
meri rooh main chubhey kantey tujhey pukarain
jewun key din tanha kasay guzarain hum
apney zehen key tasawur ko hum kasay nikharain
jewun key din tanha kasay guzarain hum
hum apni zindagi karusta kasay sudharain
jewun key din tanha kasay guzarain hum
,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

Wednesday, November 18, 2009
teray pyyar ney.............
teray pyyar ney nikhar dya mujhay
zindagi sey door moat say humkinar kia mujhay
teray lehjey ki khunuk yaad hey mujh ko
bolney ka huner sikha dya mujhey
mera rothna aur tera manana kis kam ka
teray khyal ney chatan bana dya mujhey
ub to ansowon ko penay ki adut si ho gai
teri pukar ney sumundur bana dya mujhey
main bhutuk na jaon kisi aur rustey pur
hawaon ney is khyal say galay laga lya mujhey
,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

Tuesday, November 17, 2009
munjanib_e_ suffur...................
main munjanib_e_suffur hoon
abhi hijr ki musafaton main hon
her taruf kathanyan hain rahon main
main apni hi zaat key fakher main hoon
meri rah per na chalna logon
main buri halatey zaar main hoon
ghuror aur ghumund ney tor dya mujhey
kadyon ki tarha seap main bund hon main
mera chulbula pun khan kho gya
ub to sirf dharti_e_khak hon main
meri iztarabi kafyat ka na pocho
akhri manzil ki taruf rawan dawan hon main
dum niklay to niklay kis terha mera
us key uthey hathon key intizar main hon main
mohubbet aur hijr ka phulsufa na sumujh a saka mujhey
per us key sath ki talash main hoon main

qittay.......................
fiqr_o_faqa bhi khoob hey aj kul
na milay daal,na milay kahen cheeni
achi hakomut ka nara lugatay hain khud
soney key bhao bik rahi hey cheeni
..............x...............
na milay cheeni aur load shading ka saylab ho
insan beybusi ka jaam pi ker hi reh jai ga
kaffan say bhi phir ho jai gi chuti uski
khudkush bum dhamaka hi bus kam ker jai ga
.............x..................
khulay phir rahey hain her teruf shaitan
awam key masayil khabi hul na hon gey
insanyut key jamay main hakoomut ho rahi hey
ab her taruf khudkush bum dhamakey hi hon gay
..............x................
bachey humara mustaqbil,jawan humara ameen
insanon ki smugling hoti hey yahan
un dekhi unjani munzil ki turuf rawan dawan
ub khudkush bum dhumakon ki kami nahen yahan
.............x.............
shair
kulb ki kafiut hum kisi ko bata nahen suktey
ansowun ka sumundur kisi ko dikha nahen saktey
.............x............

Subscribe to:
Comments (Atom)