banner

Sunday, September 14, 2008

Ajaib Khana...

.

Ye dunya hay ik ajaib khana

Yahan her dum insan biktay hain

Jhoot ka hay bol bala yahan

Shayad dunya isi ko kehtay hain

Faraibi aur mutlabi log yahan

Peeth pechay khunjur gohnpa kertay hain

Dolat mundon ka dolat kudah dekho

Muflison ko baicha kertay hain

.