banner

Saturday, September 6, 2008

Unwan....

Us ki kahani ka unwan bun-na
Hamay munzor na tha...
Jahan say chalay thay
Wahen kharay hain hum
Khuda ko shayad munzor na tha...
Dil k kurb ka kia karain
Dard utha phir sambhal gaey...
Us ki
kitab k auraq say
hamaisha k liay nikal gaey...