kis qumash ka tha wo admi
durd dey ker wo chala gya
qandeel thumai hath main
undheray dey ker wo chala gya
qanutiyaat chai rehti hey mizaj pur
pheki muskan dey ker wo chala gya
kafs main pharpharatey hain is terha
zindon main murda bana ker wo chala gya
.