banner

Monday, March 15, 2010

dil key shehar ki udas basi hun..

.
sarey mousam humain satatey hain
teri yadain humain rulati hain

shab_e_higraan main tara jo chamakta hey
hawain huamara maan jalati hain

dil key shehar ki udas basi hun
majmaiy mey mujh ko tanhayian behlati hain

dhoop ki majal naheen jalaiy mujh ko
milan ki khushyan mujh ko sulati hain

seher ho gi kabhi hamarey safar ki
yehi uljhanain humain satati hain

.