.
tujh sey mohabet ker key kia paya main ney
ruswayon sey sirf maan ko jalaya main ney
dil ki weeran basti main tanha bhatakti hon
teraiy tasawur sey daman_e_dil ko behlaya main ney
tu meri ankhon ki gahrayon main basta hey
bin badal barsat ankhon ko rulaya main ney
maan angan teri yaad sey mehkta hey
bazm_e_ruuh ko kanton sey sajaya main ney
shehr_e_dil ki tanhayon main rehti hoon
weeraney ko gulistan_e_ishq banaya main ney
.